Chand Suraj Ki Prastish
Hum Nahi Karte
Duniya Ke Maboodon Ke
Aage Nahi Jhukte
Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara
Zinda Khuda Hai Hamara
Khushkhabri Phailayenge
Rooh Mein Badhte Jayenge
Khoye Sab Insano Ko
Paas Yeshu Ke Layenge
Shaitano Ke Toofano Se
Hum Nahi Darte
Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara
Zinda Khuda Hai Hamara
Verse 3:
Jab Sitaish Hoti Hai
Rooh Ki Baarish Hoti Hai
Yeshu Teri Huzuri mein
Rooh Ki Jumbish Hoti Hai
Teri Kuwat Se Haali
Hum Nahi Rehte
Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara
Zinda Khuda Hai Hamara
Jab Teri Rehmat Hoti Hai
Nakaam Makaam Mil Jaate Hai
Yeshu Teri Rehmat Se
Dua Kabul Ho Jaati Hai
Tere Majme Se Khaali
Hum Nahi Jaate
Kyunki Zinda Khuda Hai Hamara
Zinda Khuda Hai Hamara