Amber Ne Dharti Se Kaha
Hindi
अंबर ने धरती से कहा
Song Information
Hindi Version
अंबर ने धरती से कहा, सबसे ऊँचा प्रभु यहोवा
प्रभुओं का प्रभु की सदा, प्रशंसा होती रहे
बेटा यहोवा का यीशू मसीह, उद्धार के संग देता ख़ुशी
मसीह की सदा सर्वदा, प्रशंसा होती रहे
वचनों à ��ी पूर्ति आत्मा करे, हर दिल में पवित्र आत्मा भरे
आत्मा की सदा सर्वदा, प्रशंसा होती रहे
English Version
Amber Ne Dharti Se Kaha, Sab Se Uncha Prabhu Yehowa
Prabhuon Ka Prabhu Ki Sada, Prashansa Hoti Rahe
Beta Yehowa Ka Yeshu Masih, Uddhar Ke Sang Deta Khushi
Masiha Ki Sada Sarvada , Prashansa Hoti Rahe
Vachano ki Purti Aatma Kare, Har Dil Mein Pavitra Aatma Bhare
Aatma Ki Sada Sarvada, Prashansa Hoti Rahe
More Information
Written, composed and produced by - Solomon Missal
Music - Rajesh-Kamal
Singer - Shahid Mallya