Jis Naam mein hai mukti

Hindi

जिस नाम में है मुक्ति

Jis Naam mein hai mukti

Song Information

Hindi Version

जिस नाम में है मुक्ति

जिस नाम में है शक्ति

जिस नाम में है शांति

देता वो नाम चनगाई



जिस नाम में है मुक्ति

जिस नाम में है शक्ति

जिस नाम में है शांति

देता वो नाम चनगाई



जिस नाम में है ज़िंदगी

इशू है वो नाम

जिस नाम में है बंदगी

इशू है वो नाम



इशू तेरा नाम

सबसे उँचा है

इशू तेरा नाम

सबसे उँचा है



बीमारी से ग़रीबी से

श्रापो से है चुड़ता

वो नाम है जो अंधों को

रोशनी है देता



बीमारी से ग़रीबी से

श्रापो से है चुड़ता

वो नाम है जो अंधों को

रोशनी है देता



जिस नाम में है ज़िंदगी

इशू है वो नाम

जिस नाम में है बंदगी

इशू है वो नाम



इशू तेरा नाम

सबसे उँचा है

इशू तेरा नाम

सबसे उँचा है


English Version

Jis Naam mein hai mukti

Jis Naam mein hai shakti

Jis Naam mein hai shanti

Deta Woh Naam changayee



Jis Naam mein hai mukti

Jis Naam mein hai shakti

Jis Naam mein hai shanti

Deta Woh Naam changayee



Jis naam mein hai zindagi

Ishu hai woh naam

Jis naam mein hai bandagi

Ishu hai woh naam



Ishu Tera naam

Sabse uncha hai

Ishu Tera naam

Sabse uncha hai



Bimari se Gareebi se

Shrapo se hai chudata

Woh naam hai jo andhon ko

Roshni hai deta



Bimari se Gareebi se

Shrapo se hai chudata

Woh naam hai jo andhon ko

Roshni hai deta



Jis naam mein hai zindagi

Ishu hai woh naam

Jis naam mein hai bandagi

Ishu hai woh naam



Ishu Tera naam

Sabse uncha hai

Ishu Tera naam

Sabse uncha hai


Available Videos

Rate This Song

Current Rating

4.7

Based on user ratings

Share this song:
Back to Search