Yeshu Nasari mere yeshu nasari
Jivan me mere teri ichha ho puri
Haleluya....5
Tera gavah bankar jina hai muze
Mahima aaur prashansha sab dena hai tuze
Teri hi seva me umar bitau sari
Main ghatu aaur muzame tu badhata jaana
Yah jivan hai teri stuti aaradhana
Teri hi aatma ki muzame ho bharpuru
Maine chakh kar dekha tu kaisa hai bhala
Tere naam se jo bhi manga vah mila
Ham dono ke bich me kabhi rahe na duri