Pass Aao Vishwasiyon
Khushi manathe aao
Aao tum Aao Bethlehem ko
Jagat ka raja
Janani se janam liya
Aaoo hum usse pooje -- (3)
Yeshu raja ko
2. Swarg doothon sang prithvi
Jai jai kaar ye gaaye
Swarg sang tum gaao swargiya vachan
Pitha parmeshwar
Ki ho sada gungaan -- Aaoo hum
3. Navjaat prabhu ka
Karte saa dar pranam
O Yeshu teri ho sada mahima
Parmeshwar ka vachan
Manushya roop mein aaya -- Aaoo hum