Jahan bhi YESU aatta ha
khushiyan baantta Jaata ha
Andhay Dekhen, Laangrde Chalain
Guonge Bolte Hain
Badrooh Garifta bhi Azaad hote Hain
Jo bhi La'Ilaj ha Wo apne Emaan se
YESU ko Choone se Acha hota ha
Jahan bhi YESU aata ha
khushiyan baantta Jaatta ha
Aasmani Badshahi Kaisi ha ?
YESU ne kaha, Bachon jaisi ha
Jo bhi naye sirre se Paida ho
Bache ki maanind ban jatta ha
Jahan bhi YESU aata ha
khushiyan baantta Jaatta ha