Hirdaya bhent chadaye prabhu ko
Stuti pranshansa kare
Hum sab sant jan milkar
Paap ka bhar uthane, aaya masih jag mei,
Papiyon ke sab paap mitane -2,
jeevan daan diya
Sankat klesh uthaye, namra aur deen ban kar,
Dwar uddhar ka khola prabhuji – 2
Sanatan aasha di
Ashcharya swargiya prem, hum papiyon ke liye,
Fir mat jaana papi jagat mei -2
Paap mei na faskar
Arpan karte hai yeshu ko atma pran deh bhi
Raksha karo prab u is jeevan ki – 2
Binti hamari yahi