Chakh kar maine jana hai, Yahowa kaisa hai bhala
Uddharkarta ki sharan mei, mei aake dhanya hua
Jeevan bhar mei teri, stuti kiya karoonga
Uttam padartho se tune, mujhko hai tript kiya
Chakhkar...
Jeevan bhar mei teri, karuna ko na bhuloonga
‘sankat mei jab mei pada, tune aake sahara diya,
Chakhkar...
Pratikul paristhiti mei, samarth maine teri dekhi
Apne waido ko tune, mere jeevan mei poora kiya,
Chakhkar...