Prabhu Yahowa mujhme hae

Hindi

प्रभु यहोवा मुझमें है

Prabhu Yahowa mujhme hae

Song Information

Hindi Version

प्रभु यहोवा मुझमें है

आजकल उसका डेरा है

अपनी आग से मुझको वो

हरदम घेरे रहता है



विनती से बढ़कर, समझ से आगे

काम वो मुझमें करता है

उसका मेरे अंदर रहना

रहस्य है, रहस्य है

प्रभु यहोवा...



मेरा प्रभु यदि आँख है

तो मैं उसकी पुतली हूँ

जो कोई मुझके छूता है

उसकी पुतली छूता है

प्रभु यहोवा...



पराक्रमी है मेरा प्रभु

मुझको शस्त्र बनाता है

अपने धनुष का तीर बनाकर

शत्रु को गिराता है

प्रभु यहोवा...



मेरा प्रभुजी आ रहा

संतों को ले जाने को

अपने राज में हमें बिठाकर

शिरोमणी बनाने को

प्रभु यहोवा...


English Version

Prabhu Yahowa mujhme hae,

aajkal uska de’ra hai

Apni aag se mujhko who,

hardam ghere rahta hai



Vinati se badhkar, samajh se aage,

kaam woh mujhme karta hae

Uska mere andar rahna,

rahasya hae, rahasya hae

Prabhu Yahowa …



Mera Prabhu yadi aankh hae,

to mae uski putli hoon

Jo koi mujhko chhoota hai,

uski putli chhoota hae

Prabhu Yahowa …



Parakrami hae mera Prabhu,

mujhko shastra banata hae

Apne dhanush ka teer banakar,

shatru ko girata hai

Prabhu Yahowa …



Mera Prabhu ji aa raha,

sant’on ko le jaane ko

Apne raj mae hame’n bithakar,

shiromani banaane ko

Prabhu Yahowa …


Available Videos

Rate This Song

Current Rating

4.9

Based on user ratings

Share this song:
Back to Search