Ye Din prabhu ne jo tujhko diya isme aanandit raho
prabhu mein aanandit raho .4
Ye din prabhu ne jo tujhko diya .
prabhu mein aanandit raho
Usne hi jeewan diya hain uska dhanyawaad karo
saare pithavi ke logo prabhu ka dhanyawaad karo .2
Prabhu ka gungaan karo 2
Ye din prabhu ne jo tujhko diya
Har waqt kya kya karo tum uski stuti karo tum
shaitaan ko jisne haraaya uski jai jaikaar karo 2
prabhu ki stuti karo prabhu ka jaikaar karo
ye din prabhu ne diya
prabhu mein aanandit raho