Pavitra ati Pavitra sthan me

Hindi

पवित्र आती पवित्र स्थान मे

Pavitra ati Pavitra sthan me

Song Information

Hindi Version

पवित्र आती पवित्र स्थान मे

ले चल प्रभु

मुझ को तू अपने लहू से

धो दे मेरे प्रभु

तेरे सामने झुकते है

सजदा हम केरते है

आत्मा और सच्चाई से

आराधना करते है...(2)



शूध जल तू चिढ़क दे

मान को मेरे बदलदे

प्रार्थना है हुमारी

आत्मा से तू भेर दे...(2)

तेरे सामने....

 

पवित्र आती पवित्र स्थान मे

ले चल प्रभु 

मुझको तू अपने लहू से 

धो दे मेरे प्रभु.... 


English Version

Pavitra ati Pavitra sthan me

Le chal prabhu

Mujh ko tu apne lahu se

dho de mere prabhu

Tere samne jhukte hai

sajda hum kerte hai

Aatma aur sachhai se

Aaradhna karte hai...(2)



Shudh jal tu chidhak de

Man ko mere badalde

Prarthna hai humari

Aatma se tu bher de...(2)

Tere samne....

 

Pavitra ati Pavitra Sthan me

Le chal Prabhu 

Mujhko tu apne lahu se 

Dho de mere Prabhu.... 


Available Videos

Rate This Song

Current Rating

5

Based on user ratings

Share this song:
Back to Search