Yeshu key peeche mai ho leta
Mudh key na dekhunga
main mudh key na dekhunga
duniyadari shaan aur shaukat
sab kuch tyaag diya
Saara jeevan tan man dhan sab
usko dey diya
mai hu mandir yeshu ha mujhmey
chaaye jahan rahoon
chahey jo bhi karoon
stuti sada karunga
Yeshu key peeche mai ho leta
Mudh key na dekhunga
main mudh key na dekhunga
Dukh sankat aur koi musibat
rok na payegi
Yeshu ke jaise, Yeshu ke prem sey
Jai mangunga , kal ka din bhi
Ho dur din bhi
jiye yamae, duth bhoot bhi
Kuch nahi kar payengey
Sare jagat mein, Yeshu masih
Raja hona hai
Aatma ke dwara sewa key dwara
Rajya badhana hai
Mera Bharat Yeshu ko jaane
Yeshu ke jai ka sundar naara
Sabhi jagah goonjey
Yeshu key peeche mai ho leta
Mudh key na dekhunga
main mudh key na dekhunga
Yeshu key peeche mai ho leta
Mudh key na dekhunga
main mudh key na dekhunga
Yeshu key peeche mai ho leta
Mudh key na dekhunga
main mudh key na dekhunga